Tuesday, September 29, 2009

ALVIDA AE MAH-E-RAMZAN ALVIDA


Ramzan ka mahine ka akhiri ashra dozakh se nijat ka ashra he pura mahina rehmatain aur barkatain bikhaerne wala mahina rukhsat hone ko he .................masjido main tak raton ki raunaken,aitakaf main bethne k liye logo ka josh,ebadat shoak sub mand par jane ko hai................

Har taraf udasi ka raj hai,sub k dil namalum uddasi mai girftar hain...........ye mahina jis nay paya us negoya sub kuch paliya aur jo dunya ki rangeenyo main khoya raha usne goya sub kuch ganwa dia..........

DOSTON!ayyie apna tajzia karein k humain is saal ramzan ka hak ada kia ya nahi.............

agar nahin kia to INSHALLAH agar next year hum is mahinay ko pa sake agar zindagi ne ijazat di to is mahinay ka hak zarur ada karenge,ebadat puri karenge aur ba barkat mahine ko pure man se rukhsat karengay.........

ALVIDA AE MAH-E-FURKAN ALVIDA

"jab guzar jaengay mah 11

teri amd ka phr shoar hoga

kia meri zindagi ka bharosa

alvida alvida mah-e-ramzan"

ALLVIDAH............

No comments:

Post a Comment